Pakistan Poetry of Allama Iqbal in Urdu, English with Pics

Find beautiful collection Patriotic Poetry of Pakistan in Urdu by Allama Iqbal. Pakistan Shayari in Urdu very famous in Pakistan & all around the world.

pakistan-poetry-of-allama-iqbal

Shahadat Hai Matloob-o-Maqsood-e-Momin
Na Maal-e-Ghanimat Na Kishwar Kushayi

In their passion, in their zeal, In their love for Thee, O Lord,
They aim at martyrdom, Not the rule of the earth.

Allama-iqbal-poetry-about-pakistan

Hazaron Saal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai
Bari Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Didahwar PaidaAllama-iqbal-poetry-about-pakistan

For a thousand years the narcissus has been lamenting its blindness,
With great difficulty the one with true vision is born in the garden.

pakistan-independence-day-poetry

Kafir Hai Musalman To Na Shahi Na Faqeeri
Momin Hai To Karta Hai Faqeeri Mein Bhi Shahi

Neither kingship nor poverty for a Muslim who lacks in faith,
The one who has it is a king even if he be poor.

Allama-iqbal-poetry-for-pakistan

In Ghulamon Ka Ye Maslak Hai Ke Naqis Hai Kitab
Ke Sikhati Nahin Momin Ko Ghulami Ke Tareeq!

These abject slaves opine and cling to creed that Holy Book is full of flaws indeed.
They think it incomplete for this fact because it fails to teach the slavish tact.

Nation-Poetry-of-Allama-Iqbal

Momin Ka Wo, Andaz-e-Ba kamal Kho Gaya
Iqbal Teri Qaum Ka Iqbal Kho Gaya.

Poetry-for-Soldiers-of-Allama-Iqbal

Ye Ghazi, Ye Tere Purisrar Bande
Jinhain Tu Ne Bakhsha Hai Zuaq-e-Khudai

These warriors, victorious, These worshippers of Yours,
Whom You have granted the will to win power in Your name.

افراد کے ہاتھوں میں ہے اقوام کی تقدیر
ہر فرد ہےملت کے مقدر کا ستارہ

Afrad Ke Hathon Mein Hai Aqwam Ki Taqdeer
Har Fard Hai Millat Ke Muqaddar Ka Sitara

Fortunes of States through individual prowess ripen
Each man one star of their ascendant.

Leave a Comment