Shayari of Allama Iqbal | Allama Iqbal Ki Shayari in Urdu

Explore Allama Iqbal Shayari in Urdu with beautiful images and share the best collection of Urdu Shayari images with friends, family and on social media.

Allama-iqbal-urdu-shayari-1

تیرے آزاد بندوں کی نہ یہ دنیا نہ وہ دنیا
یہاں مرنے کی پابندی وہاں جینے کی پابندی

Tere aazad banon ki na ye dunya na woh dunya
Yahan merne ki pabandi wahan jine ki pabandi

*****************

Shayari-allama-iqbal-urdu-1

مٹا دے اپنی ھستی کو اگر کچھ مرتبہ چاھے
کہ دانہ خاک میں ملکر گل و گلزار بنتا ھے

Meta di apni hasti ko agar kuch martba chahe
Kh dan-e-khak mein milkar gul-o-gulzar banta hai

*****************

Hazar-khuf-ho-lekan-zuban-ho-rafiq-1

 

ہزار خوف ہو لیکن زباں ہو دل کی رفیق
یہی رہا ہے ازل سے قلندروں کا طریق

Hazar Khuf ho lekan zuban ho dil ki rafiq
Yahi raha hai azal se qalandron ka tariq

*****************

دل پاک نہیں تو پاک ہو سکتا نہیں انساں
ورنہ ابلیس کو بھی آتے تھے وضو کے فرائض بہت

Dil pak nahi tu pak ho sakta nahi insan
Warna iblees ko bhi aate the wazo ke fraiz bahot

*****************

Urdu-shayari-allama-iqbal-1

زمانے بھر میں رُسوا ہوں مگر اے وائے نادانی
سمجھتا ہوں کہ میرا عشق میرے رازداں تک ہے

Zamane bher mein ruswa hon magar ae waye nadani
Samjhta hon kh mera ishaq mery raaz dan tak ha

*****************

Woh-faizane-nazer-tha-ya-kh-1

وہ فیضان نظر تھا یا کہ مکتب کی کرامت تھی
سکھائے کس نے اسماعیل کو آداب فرزندی

Woh fizane nazar tha ya kh maktab ki keramat thi
Sikhae kis ne Ismail ko aadabe ferzandi

*****************

shayari-of-iqbal-in-urdu-1

شعور و ہوش و خرد کا معاملہ ہے عجیب
مقام شوق میں ہیں سب دل و نظر کے رقیب

Shaor-o-hosh-o-khirad ka muamila hai ajeeb
Muqame shuk mein hain sab dil-o-nazir ke raqib

*****************

shayari-of-allama-iqbal-1

ہے یاد مجھے نکتۂ سلمان خوش آہنگ
دنیا نہیں مردان جفاکش کے لیے تنگ

Ha yaad mujhy nuktae sulman khush aangh
Duniya nahi mardan jafa kash ke ley tang

*****************

Mata-be-baha-ha-sozo-1

 

متاع بے بہا ہے سوزودرد و آرزو مندی
مقام بندگی دے کر نہ لوں شان خداوندی

Matae be baha hai suz-o-dard-o-aarzo mandi
Muqame bandgi de ker na lun shane khudawandi

*****************

Leave a Comment