Allama Iqbal Poetry in English Translation with Beautiful images

Allama Iqbal Poetry in Urdu with English Translation is more important topic now a days because the English is a International language and mostly peoples speak English language in the world and the people of the world other than Pakistani and Hindustani want to read and understand philosophy of Iqbal poetry because the effect of Allama Iqbal thoughts he showed in his poetry was not linked to Hindustani or Pakistani Muslims alone, but people from all over the world inspired to Iqbal.

Allama Iqbal Poetry in English

with Urdu Explanation

allama-iqbal-poetry-in-english-translation-1

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein logon ko mukhtib ker ke fermaty hain kh Allah apny bandon ko fermata hain tu meri tarf aa ker tu dekh. apni jabiny niaz meri bargah mein juka ker to dekh teri tamam mushkilat khatam na ker de to kena

Allama-Iqbal-Poetry-english

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein Allah ke kukam ke tarjumani kerty hain kh Allah apny bandon ko fermata hai agr to ibadat kerta hai to mery ley nahi balke apny ley kerta hai. Tu apny ley hi is dunya mein koch hasil ker le warna akhrit ki saza ke ley tayar ho ja.

Allama-Iqbal-Poetry-in-English-Love

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein Allah ke hukam ke terjumani kerty howy fermaty hain kh agr tu mery ishq mein gerftar hona chahta hai to tumhy fana hona pary ga yahni kh mushkilat bardasht kerni parain ge tab ja ke meri qurbat pay ga.

Allama-iqbal-poetry-with-explaination

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein logo ki dastan biyan kerty hain kh logo apni wah wah ke ley dosron ke ghibat kerny se nahi katraty. Choti se bat ko barha ker bian kerty hain. is se her gi bachna chahiey

allama-iqbal-poetry-in-english-2-lines

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein aaj kal ke muslimanon ke bat kerty hain kh ye sirf zuban se he musliman reh gay hain. aik musliman ko jesy hona chahiy isy ye nhi rhy. Muslimano ko ander aur bahir se aik jesa hona chahy ager zahir se wo musliman nazer aata hai ya apny aap ko musliman kehta hai to us ke kam bhi muslimano wale hony chahy.

allama-iqbal-poetry-in-english-and-urdu

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein muslimano ki tareekh ko mad e nazer rakhy hoy ye kehty hain musliman ab mukhtalif firkon aur zaton mein bat gay hain aur aapis mein koi itefaq nhi rha jis waja se aaj musliman zolom o tashdid ka nishana ban rahy hain halan ke zat pat to sirf pehchan ke ley hain asal bat to perhz gari hai.

allama-iqbal-poetry-in-english-for-youth

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein khet mein kam kerny waly mazdoor ke misal dety hain agr us ko us ka muawiza sahi na dia jay to is qoum ke her ferd pe lazim hai ko woh mazdoor ki tarha bhokha rahy.

khirad-mandon-se-kia-puchon

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein fermaty hain kh her bandy se ye akhrit mein ye swal nhi ho ga kh tu kis ke ghar aur khandan mein peda hoa balke us ke aamal k pucha jay ga kh tu ne akherit ke ley ke koch kia. kia kuch ker laya ha dunya se

ye-dastor-e-zuban-bandi-kesa-hai

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein fermaty hain jab naik logon ke mahfil mein jao to bare adab se batho kh zuban se koi ghalat bat na nikal jay. behter hai koch ghalat kaho is kh koch kaho.

Poetry-of-allama-iqbal-in-english

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein Allah ke ferman ke terjumani kerty howy fermaty hain kh ae banda tu apny aap ko is martbay per to le ja jis pe tujy hona chahy phir dekhna mein tumhain itna nawazon ga kh tuj se smeta nahi jay ga.

banda-o-muhtaj-o-ghani

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein fermaty hain sirf aik hi dar hai jis mein sab log ammer ghreeb chota bara aik hi saf mein khary ho ker nimaz perty hain warna zat pat chot bara kahan esy aghaty hoty hain.

shayari-of-iqbal-in-urdu-english

Sher Ki Tashrih

Allama Iqbal is sher mein dunya ke aik kony se dosry kony tak zameen se aasman tak insan ko nai ijadat kerny ki dawat dety hain. wo fermaty hai jahan mein isy hi susat aur kahil ban ker na beth ye sara jahan tery ley bana gia hai is mein apny hisy ka diya zroor jalao ta kh aany waly us se faida hasil ker sakain.

 

Read More: Allama Muhammad Iqbal

2 thoughts on “Allama Iqbal Poetry in English Translation with Beautiful images”

Leave a Comment